रिम झिम के गीत Rim Jhim Ke Geet Lyrics – Lata & Rafi Mohammed

Rim Jhim Ke Geet Lyrics

Rimjhim Ke Geet Sawan Gaye” is a timeless melody from the movie “Anjaana” (1969), featuring the mesmerizing vocals of Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi. The lyrics of this enchanting song beautifully capture the essence of the monsoon season, evoking a sense of romance and joy.

Rim Jhim Ke Geet Song Details

Song TitleRimjhim ke Geet Sawan Gaye
SIngerLata MangeshkarMohammed Rafi
MusicLaxmikant Pyarelal
MovieAnjaana (1969)
LyricsAnand Bakshi
StarringRajendra Kumar, Babita, Pran, Prem Chopra
Music LabelSaregama

Rim Jhim Ke Geet Lyrics in Hindi

रिम झिम के गीत सावन गाए गाए
भीगी भीगी रातों में
रिम झिम के गीत सावन गाए गाए
भीगी भीगी रातों में
होठों पे बात दिलकी आए आए
भीगी भीगी रातों में

ओ ओ ओ ओ ओ ओ
ओ ओ ओ ओ ओ ओ (ओ ओ ओ ओ ओ ओ)
तेरा मेरा पुछे नाता
बड़ी वो ये घटा घनघोर है
चुप हूँ ऐसे में कह दू कैसे
मेरा साजन नहीं तू कोई और है
के तेरा नाम होठों पे मेरे तेरे
सपने मेरी आँखों में

के रिम झिम के गीत सावन गाए हाए
भीगी भीगी रातों में

मेरा दिल भी है दीवाना
तेरे नैना भी है नादाँ से
कुछ न सोचा कुछ न देखा
कुछ भी पूछा न इस अजान से
चल पड़े साथ हम कैसे एसे
बनके साथी राहों में
के रिम झिम के गीत सावन गाए गाए
भीगी भीगी रातों में

बड़ी लम्बी जी की बाते
बड़ी छोटी ये बरखा की रात जी
कहना क्या है सुनना क्या है
कहने सुनने की अब क्या है बात जी
बिन कहे बिन सुने दिल ने दिल से (बिन कहे बिन सुने दिल ने दिल से)
कर ली बातें बातों में (कर ली बातें बातों में)

के रिमझिम के गीत सावन गाए हाए
भीगी भीगी रातों में

रिम झिम के गीत सावन गए हाए
भीगी भीगी रातों में
हम्म हम्म हम्म हम्म हम्म

Rim Jhim Ke Geet Lyrics in English

Rimjhim ke geet
sawan gaye haye
Bheegi bheegi raaton mein

Rimjhim ke geet
sawan gaye haye
Bheegi bheegi raato mein

Hothon pe baat ji
ki aaye haaye
Bheegi bheegi
raaton mein

Ho..o.. Tera mera
puchhe naata
Badi wo ye ghata
ghanghor hai

Chup hun aise,
main kahdun kaise
Mera saajan
nahin tu koi aur hai

Ki tera naam
hothon pe mere
Tere sapne meri
ankhon mein

Ke Rimjhim ke
geet saawan
gaye, haye
Bheegi bheegi
raaton mein

Mera dil bhi
hai deewana
Tere naina bhi
hain naadan se

Kuchh na so..
cha kuchh na de..kha
Kuchh bhi puchha
na ek anjaan se

Chal pa..de saath
hum kaise aise
Banke saathi rahon me

Ke Rimjhim ke geet
saawan gaye, haye
Bheegi bheegi raaton mein

Badi lambi ji ki baaten
Badi chhoti ye barkha ki raat ji

Kahana kya hai,
sunna kya hai
Kehne sunne ki
ab kya hai baat ji

Bin kahe bin sune
dil ne dil se
Kar li baatein
baaton mein

Ke Rimjhim ke geet
saawan gaye, haye

Bheegi bheegi
raaton mein
Bheegi bheegi
raaton mein
Hmm.. hmm..

Songwriters: Anand Bakshi 

Rim Jhim Ke Geet Music Video

Scroll to Top