Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Naat Lyrics

“Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar” is a popular naat, or Islamic devotional song, that sung by Qari Waheed Zafar Qasmi and has been performed by various artists in the Muslim world. The naat is sung in Urdu and its title translates to “If the distances show us respect.” The lyrics of the naat emphasize the importance of respecting the distances between people and acknowledging the greatness of Allah. The naat has been sung at religious gatherings and is considered a classic in the genre of Islamic devotional music.

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics In Hindi Pic

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics in English

Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar,
Hum Bhi Bebas Nahin Besahara Nahi.

Khud Unhi Ko Pukarenge Hum Door Se,
Raaste Mein Agar Paon Thak Jayenge.

Hum Madine Mein Tanha Nikal Jayenge,
Aur Galiyon Mein Kasdan Bhatak Jayenge.

Hum Wahan Jake Wapas Nahin Aayenge,
Dhoondte Dhoondte Log Thak Jayenge.

Jaise Hi Sabz Gumbad Nazar Aayega,
Bandagi Ka Kareena Badal Jaye Ga.

Sar Jhukane Ki Fursat Milegi Kise,
Khud Hi Palkon Se Sajde Tapak Jayenge.

Naam E Aaqa Jahan Bhi Liya Jayega,
Zikr Unka Jahaan Bhi Kiya Jayega.

Noor Hi Noor Seeno Mein Bhar Jayega,
Saari Mehfil Mein Jalwe Lapak Jayenge.

Ae Madine Ke Zaahir Khuda Ke Liye,
Daastaan E Safar Mujko Yoon Mat Suna.

Baat Badh Jayegi Dil Tadap Jayega,
Mere Mohtaat Aansoo Chalak Jayege.

Unki Chashme Karam Ko Hai Iski Khabar,
Kis Musafir Ko Hai Kitna Shauk-E-Safar.

Humko Iqbal Jab Bhi Ijaazat Mili,
Hum Bhi Aaqa Ke Darbaar Tak Jayenge.

Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar,
Hum Bhi Bebas Nahin Besahara Nahi.

Khud Unhi Ko Pukarenge Hum Door Se
Raaste Mein Agar Paon Thak Jayenge .
(Sallallahu Alaihi Wasallam)

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics in Hindi

फासलो को तकल्लुफ है हम से अगर,
हम भी बेबस नहीं बेसहारा नहीं।

खुद उन्हीं को पुकारेंगे हम दूर से,
रास्ते में अगर पौं ठक जाएंगे।

हम मदीने में तन्हा निकल जाएंगे,
और गलियों में कसदन भटक जाएंगे।

हम वहां जाके वापस नहीं आएंगे,
ढूंढते ढूंढते लोग थक जाएंगे।

जैसे ही सब गुंबद नज़र आएगा,
बंदगी का करीना बदल जाएगा

सर झुकने की फुर्सत मिलेगी किसे,
खुद ही पालकों से सजदे तापक जाएंगे।

नाम ए आका जहां भी लिया जाएगा,
ज़िक्र उनका जहां भी किया जाएगा।

नूर ही नूर सीनो में भर जाएगा,
सारी महफिल में जलवे लपक जाएंगे।

ऐ मदीने के ज़हीर ख़ुदा के लिए,
दास्तान ए सफर मुझको यूं मत सुना।

बात बढ़ जाएगी दिल तड़प जाएगा,
मेरे मोहतात आंसू छलक जाएंगे।

उनकी चश्मे करम को है इसकी खबर,
किस मुसाफिर को है कितना शौक-ए-सफर।

हमको इकबाल जब भी इज्जत मिली,
हम भी आका के दरबार तक जाएंगे।

फासलो को तकल्लुफ है हम से अगर,
हम भी बेबस नहीं बेसहारा नहीं।

खुद उन्हीं को पुकारेंगे हम दूर से
रास्ते में अगर पाव ठक जाएंगे

(सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम)

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Naat Lyrics in Urdu
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Naat Lyrics in Urdu

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Video:

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Naat Credits:
Naat Khawan: Qari Waheed Zafar Qasmi, Fiza Ali, Ayisha Abdul Basith, Hafiz Tahir Qadri and More.

Scroll to Top